urduwala.com

User Login

Not yet a Member? Register Now

"Hazaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dum nikle"

Sad~Shayari : Ashaa'r

Contributed by Users or Collected From Internet



Woh shakhss jis ko meri zindagi mein ana tha, Suna hai us ka taaqub mein zamaana tha.. Apni ankhon ko noch daloon ga, Khawb aya jo phir mohababt ka.. Yeh keisa khawb tha jhatka sa laga dil ko, Ke ek shakhss pareshaan tha meri talaash mein.. Hai ishq ki manzil mein haal ke jese, Lutt jaye kahin raah mein samaan kisi ka.. Bahadur Shah Zafar Shehr men pehle na dekhi kabhi, Woh udaasi jo ab tere jane se hai… Mehshar Badivaani Ab to har lamha azaab lagta hai, Tera milna bhi khawab lagta hai.. Dekhe hain bohat hum ne hungaamey mohabbat ke, Aghaaz bhi ruswaayi, anjaam bhi ruswaayi.. Ujarr chuka hoon to kya hai, Us ka malaal kesa, Mohabbaton mein urooj kesa, Zawaal kesa.. Kis se mehroomi e qismat ki shikayat kijiye, Hum ne chaha tha ke mar jayn so wo bhi na hua.. Mamool ab to yeh har roz ka hai, Tujhe sochna aur sogwaar* ho lena.. Ho Jo Mumkin To Apna Bana Lo Tum, Meri Tanhai Gawah Hai, Mera Apna koi Nahi… Ajab rangon main guzri hai zindagi apni, Dilon pe raaj kia lekin muhabbat se mehroom rahe.. Tum dil key aney janey sey kuch bad-guma’n sey ho.. Mera hua to kiya, tumhara hua to kiya.!! Tum apney khayal’on ko mujhey sonp ker dekho.. Har shaks amanat mein khayanat nahi’n karta! Tanhai’yan kuch is tarha sey dasney lagi mujhey!! Mein aaj apney pao’n ki ahat sey dar gaya.. …

Disclaimer : Work that explicitly mentions Barbar Ghazipuri is Copyright Reserved. No Publication or sharing without consent is permissible. To remove/modify any part/content/shayari that infringes/violates anyone's copyright please contact UrduWala Team.





Design by MAJF Technologies and brought to you by GhazalGah