urduwala.com

User Login

Not yet a Member? Register Now

"Hazaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dum nikle"

Nasha : Ashaa'r

Contributed by Users or Collected From Internet



Kuch aur bhi hain humain kaam, aye gham-e-janaan, Kab tak koi uljhi huyi zulfon ko sanwaarey.. Ik larki, Pagli si, Diwani si, Masoom si, Anjaani si, Apne ghar ki mundair per bethi, In galiyon aur chobaaron ko, In koochon aur bazaaron ko, Dekhti hai.. Jahan us ne apna bachpan guzara tha, Us ki aankhon mein tha, Intizaar.. Kisi ka! Magar usey kaun samjhaye, Ke bachpan ke vaadey to, Kacchi dor ki tarah hote hain, aur, Bhala jane waley, Kab laut kar atey hain.. apni hi teg-ye ada sy app ghayal ho gia Chanad ny pani may dekha or pagal ho gia Gham e dunia me gham e yaar bhi shamil kar lo, Nasha bharta hai sharabeen jo sharabon me ilen. Hamari be-khudi ka haal woh pochein agar, To kehna hosh bas itna hai tum ko yad karte hain… Hosh e haalat pe kaboo to kar liya maine, unhe dekhke phir hosh kho gaye to kya hoga. Kab mehkti he bhala raat ki RAANI din men., Shehr soya to teri yaad ki khushboo jagi…!! Tere husan ko perdey ki zarurat hi kia hai kon hosh main rehta hai tujhey dekhney k baad…. Tapakti hai nigaaho’n se, Barasti hai adaaoon se, Mohabbat kon kahta hai pahchaani nahi jaati…… ek ajab sa nasha hai teri yado\’n mein, main tera ziqr likhu’n to alfaz raqsh karte hain.

Disclaimer : Work that explicitly mentions Barbar Ghazipuri is Copyright Reserved. No Publication or sharing without consent is permissible. To remove/modify any part/content/shayari that infringes/violates anyone's copyright please contact UrduWala Team.





Design by MAJF Technologies and brought to you by GhazalGah